बुधवार, 29 अगस्त 2007

हम गुलाम ही अच्छे थे

कभी कभी मुझे लगता हैं कि इस देश का कुछ भी नहीं हो सकता हैं। हम गुलाम ही अच्छे थे। क्या कहेंगे आप इसपर।

2 टिप्‍पणियां:

  1. ashish ji...bahut dukh hua yejankar ki ap aj ki azadi se behtar...hamari gulami ke pakshdhar hai....pata nahi kyon..dusaron par arop lagate samay ..ham ye bhool jate hai ki samajh ya desh ko sahi disha dene me hamari bhagidari bhi aham hai...desh ki maujuda halat ke liye ham bhi utane hi doshi hain...isliye...gulami ki chadar me apane daag chhupane se behtar hoga...desh ki tarrakki ke liye ham milkar kaam kare..ap ye kah sakte hai ki sirf apne bute ap shudar ka sapna sakar nahi kar sakte..par ham itna zaroor kahenge ki

    ek baar..jo kadam ap dekho to udhakar...
    do-char kadam par karvan khada hai...

    जवाब देंहटाएं
  2. aap jo bhi hain..main nahi janta hoon..lekin aaj bhi ek aag hain mere aur mere jese logon me jo kuch karna chahte hain..bus samay ka intzar hain

    जवाब देंहटाएं